★ Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi
and English ★
FAMOUS SHAYARI : Welcome to our site https://famoushayarii2022.blogspot.com/ . This post is dedicated to each and every person who is close to your heart. Share this beautiful shayari with some beautiful people and tell them what you feel and how special they are for you.
This post contains shayari based on topics like Zubair Ali Tabish love shayari, Zubair Ali Tabish self love shayari,Zubair Ali Tabish sad shayari, Zubair Ali Tabish lovely shayari, Zubair Ali Tabish emotional shayari, Zubair Ali Tabish heartbreaking shayari and many more.
We post daily on topics like Love shayari, Sad Shayari, Romantic Shayari, heartbreaking Shayari, SadLove Shayari, Shayari, Famous shayari of some Famous People including my Original content.
So Stay Tuned For More Such Posts
पहले मुफ़्त में प्यास बटेगी....
Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi
Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi
पहले मुफ़्त में प्यास बटेगी
बाद में इक-इक बूँद बिकेगी
कितने हसीं हो माशा-अल्लाह
तुम पे मोहब्बत ख़ूब जचेगी
ज़ालिम बस इतना बतला दे
क्या रोने की छूट मिलेगी
आज तो पत्थर बाँध लिया है
लेकिन कल फिर भूक लगेगी
मैं भी पागल तू भी पागल
हम दोनों की ख़ूब जमेगी
यार ने पानी फेर दिया है
ख़ाक हमारी ख़ाक उड़ेगी
दुनिया को ऐसे भूलूँगा
दुनिया मुझ को याद करेगी
Pahle muft mai pyaas bategi
baad mai ek ek boond bikegi
Kitni hasi ho maasha aalah
tum par mahobatt khoob jachegi
Zaalim bas itna batlade
kya rone ki choot milegi
Aj to pathar baandh liya hai
lekin kal fir bhook lagegi
Mai bhi pagal tu bhi pagal
hum dono ki khoob jamegi
Yaar ne pani fer diya hai
Khaak hamari khaak udegi
Duniya ko ese bhulunga
duniya humko yaad karegi
ZUBAIR ALI TABISH
*************************
बैठे-बैठे इक दम से चौंकाती है...
Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi
बैठे-बैठे इक दम से चौंकाती है
याद तेरी कब दस्तक दे कर आती है
तितली के जैसी है मेरी हर ख़्वाहिश
हाथ लगाने से पहले उड़ जाती है
मेरे सज्दे राज़ नहीं रहने वाले
उस की चौखट माथे को चमकाती है
इश्क़ में जितना बहको उतना ही अच्छा
ये गुमराही मंज़िल तक पहुँचाती है
पहली पहली बार अजब सा लगता है
धीरे धीरे आदत सी हो जाती है
तुम उस को भी समझा कर पछताओगे
वो भी मेरे ही जैसी जज़्बाती है
Baithe-baithe ik dam se chaukati hai
yaad teri kab dastak de kar aati hai
Titli ke jesi hai meri har khwahish
hath lagane se pahle ud jati hai
Mere sajde raaz nahi rahne wale
uski chaukhat maathe ko chamkati hai
Ishq mai jitna bahko utha hi aacha hai
ye gumrahi manjil tak pahuchati hai
Pahli pahli baar azab sa lagta hai
dheere dheere aadat si ho jati hai
Tum usko bhi samjh kar pachtaoge
vo bhi mere hi jesi jajbaati hai
ZUBAIR ALI TABISH
*************************
समझे ना.....
Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi
Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi
अब मेरे साथ नहीं है समझे ना
समझाने की बात नहीं है समझे ना
तुम मांगोगे और तुम्हें मिल जाएगा
प्यार है ये, खैरात नहीं है
मैं बादल हूं जिस पर चाहूं बरसूंगा
मेरी कोई जात नहीं है समझे ना
अपना खाली हाथ मुझे मत दिखलाओ
इसमें मेरा हाथ नहीं है समझे ना
Ab mere sath nahi hai samjho na
samjhane ki baat nahi hai samjho na
Tum maangoge or tumhe mil jayega
pyaar hai ye , khairaat nahi hai
Main baadal hu jis par chaahu barsunga
meri koi jaat nahi hai samjho na
Apna khaali hath mujhe mat dikhlaao
ismai mera hath nahi hai samjho na
ZUBAIR ALI TABISH
*************************
चाँद को दामन में ला कर रख दिया...
Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi
Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi
चाँद को दामन में ला कर रख दिया
उसने मेरी गोद में सर रख दिया
आँख में आँसू है किसके नाम के
किसने कश्ती में समुंदर रख दिया
वो बताने लग गया मजबूरियाँ
और फिर हमने रिसीवर रख दिया
Chaand ko daaman mai laa kar rakh diya
usne meri god mai sir rakh diya
Aakh mai aansu hai kiske naam ke
kisne kashti mai samundar rakh diya
Vo batane lag gaya majburiya
aur fir humne receiver rakh diya
ZUBAIR ALI TABISH
*************************
वो पास क्या ज़रा सा मुस्कुरा के बैठ गया...
Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi
Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi
वो पास क्या ज़रा सा मुस्कुरा के बैठ गया
मैं इस मज़ाक़ को दिल से लगा के बैठ गया
जब उस की बज़्म में दार-ओ-रसन की बात चली
मैं झट से उठ गया और आगे आ के बैठ गया
दरख़्त काट के जब थक गया लकड़-हारा
तो इक दरख़्त के साए में जा के बैठ गया
तुम्हारे दर से मैं कब उठना चाहता था मगर
ये मेरा दिल है कि मुझ को उठा के बैठ गया
जो मेरे वास्ते कुर्सी लगाया करता था
वो मेरी कुर्सी से कुर्सी लगा के बैठ गया
फिर उस के बा'द कई लोग उठ के जाने लगे
मैं उठ के जाने का नुस्ख़ा बता के बैठ गया
Vo paas kya zara muskura ke baith gaya
main is majak ko dil se laga ke baith gaya
Jah us ki bajm mai daar-o-rasn ki baat chali
main jhat se uth gaya or aage aa ke baith gaya
Darkath kaat ke jab thak gaya lakad haara
to is darkath ke saaye mai jaake baith gaya
Tumhare dar se main kab uthna caahta tha magar
ye mera dil hai mujko utha ke baith gaya
Jo mere vaaste kursi lagaya karta tha
vo meri kursi se kursi laga ke baith gaya
Fir uske baad kai log uth ke jaane lage
main uth ke jaane ka nuskha bata ke baith gaya
ZUBAIR ALI TABISH
*************************
रास्ता जो भी चमकदार नज़र आते है...
Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi
रास्ता जो भी चमकदार नज़र आते है
सब तेरी ओढ़नी के तार नज़र आते है
कोई पागल ही महोबत्त से नवाज़ेगा मुझे
आप तो खेर समझदार नज़र आते है
मैं कहाँ जाऊ करूँ किस से शिकायत उसकी
हर तरफ उसी के तरफ़ दार नज़र आते है
ज़ख्म भरने लगे है पिछली मुलाक़ातों के
फिर मुलाकात के आसार नज़र आते है
एक ही बार नज़र पड़ती है उन पर ताबिश
और फिर वो ही लगातार नज़र आते है
Raste jo bhi chamak-dar nazar aate hain
sab teri oDhni ke tar nazar aate hain
Koi pagal hi mohabbat se nawazega mujhe
aap to KHair samajhdar nazar aate hain
Main kahan jaun karun kis se shikayat us ki
har taraf us ke taraf-dar nazar aate hain
Zakhm bharne lage hain pichhli mulaqaton ke
phir mulaqat ke aasar nazar aate hain
Ek hi bar nazar padti hai un par 'tabish'
aur phir wo hi lagatar nazar aate hain
ZUBAIR ALI TABISH
*************************
Zubair Ali Tabish- Best Shayari in Hindi
*************************
बस इक निगाह-ए-नाज़ को तरसा हुआ था मैं...
बस इक निगाह-ए-नाज़ को तरसा हुआ था मैं
हालांकि शहर-शहर में फैला हुआ था मैं
मुद्दत के बाद आईना देखा तो रो पड़ा
किसी बेहतरीन दोस्त से रूठा हुआ था मैं
पहना जो रेनकोट तो बारिश नहीं हुई
लौटा जो घर तो शर्म से भीगा हुआ था मैं
पहले भी दी गई थी मुझे बज़्म की दुआ
पहले भी इस दुआ पे अकेला हुआ था मैं
कितनी अजीब बात है नां! तू ही आ गया!
तेरे ही इंतज़ार में बैठा हुआ था मैं
Bas is nigah e naaz ko tarsa hua tha main
halanki shahar-shahar mai fela hua tha mai
Muddat ke baad aaina dekha to ro pada
kisi behtarin dosto se rutha hua tha mai
Pahna jo raincoat to baarish nahi hui
lauta jo ghar to sharm se bheega hua tha main
Pahle bhi di gayi thi mujhe bajm ki dua
pahle bhi is hua pe akela hua tha main
Kitni ajeeb baat hai na! tu hi aa gya
tere hi intezaar mai baitha hua tha main
ZUBAIR ALI TABISH
*************************
STAY CONNECTED WITH YOUR LOVED ONES,
YES!!YOU GOT IT RIGHT, WITH US ;)
For Any Query and Suggestion, Please Contact us : famoushayari2022@gmail.com
preritjaingodha@gmail.com
0 Comments